Hindi, asked by popumanshinicat, 1 year ago

इस कहानी का सिख क्या है बाज और सांप​

Answers

Answered by preeti9rocks
10
iss kahani se hum ye sikhte hai ki hume apni zindagi sahasi aur nidarta se guzarni chahiye,tabhi hum jeewan se sahi matalb aur uske khoobsurti ko  samajh payenge.iss kahani se hum ye bhi sikhte hai ki hume apne aap par  aur apni kushalta pe bharosa rakhna chahiye,dusro ko dekh kar nai chalna chahiye,jaise saap baaj ki tarah udane ki koshish kar raha tha bhagwan ki kripa se vo bach gaya nai to vo mauut ke bahut karib tha.ye duniya sirf sahai logo ko yaad rakhti hai.dar dar ke jeene walo ko koi nai phucta.
Answered by roopnathtiwari
2

Answer:

yes you're right ookkk

Similar questions