Biology, asked by yashiawasthi666, 3 months ago

इस कथन की व्याख्या अपने शब्दों में कीजिए स्वास्थ्य तन में ही स्वस्थ मन का निवास होता है ​

Answers

Answered by DeepikaKumari2009
0

sorry hindi board kaam nhi kr rha h

mai aise hi bta deti hun

swasth hamare liye bahut avashyak hota hai. yadi hame rog mukt rehna hai toh swastha ka dhyaan rakhna hoga. hamara sharir rog mukt rehne ke liye kuch prakriyayen karta hai. In prakriyayon ki sahayata hamare khan pan tatha anya karano par nirdharit hota hai. hamare sharir ke swasth rehne ka arth hai hamare tan ke har ang ka ache se kaam karna. isliye hamare tan ke swasth rehna hamare man ke liye bhi faydemand hota hai.

Similar questions