Hindi, asked by Mohini768, 1 year ago

ishwar ke bhakti par apne vichaar vyakt kare ( 7 lines in hindi)

Answers

Answered by Anonymous
7
Hi friend Here is the required answer :-

1. Ishwar ki bhakti sampoorna man ke sath Hona chahiye, kisi ke bolne par nahi.
2. Ishwar ki bhakti Keval mandir ya masjid Jaane se nahi hota.
3. Ishwar har jagah hota Hain, Ishwar ka Keval smaran karna bhi ek Tarah ka bhakti hota Hain.
4. Ishwar ki bhakti dikhawati bhakti nahi honi chahiye, pooja-path vyarth Hain.
5. Ishwar har insaan ki madad karta hain( but not in all cases).
6. Ishwar ek Saman Hain, chahe vah Krishna, ram, Allah, christ, etc. Ho.
7.Keval pareshani ke Samay hi Ishwar ka smaran karna sahi nahi Hain.

Hope this helps you....
PLEASE MARK AS BRAINLIEST ANSWER!
Answered by priyanshuemperor
5

Explanation:

अपनी जिम्मेदारी को ईमानदारी पूर्वक करना तथा अपने सभी कार्यों को ईश्वर को समर्पित करना ही कार्य से ईश्वर भक्ति है!

Similar questions