Hindi, asked by icaniwillandidid, 1 year ago

isme red pen sai mark hai unka padh parichya do
-isme brahman vale mai ekvachan hoga ya bhuvachan plz explain with proper reason answer -ekvachan de rakha hai par yai kyu....
-and dukan vale mai konsa karak hoga answer- adhikaran dai rakha hai but yai kyu hoga
please explain these both.....​

Attachments:

Answers

Answered by sarbani15
0
brahman ekwachan isliye hai kyuki sirf ek hi brahman path raha hai.. ekwachan woh hota hai jo ek hi hai.. brahman ek hai isliye ekwachan diya hai.

dukan me apadan karak hona chahiye according to me... isliye kyuki saman dukan se alag ho raha hai.
Jab kisi cheez ko alag karte hai ya tulna karte hai tab woh adhikarna karak hota hai.. saman dukan se alag ho raha hai isliye yeh apadan karak hona chahiye.

icaniwillandidid: tulna toh apadan karak mai ki jate hai na
icaniwillandidid: matlab alang hona apadan karak mai ata hai na.....
sarbani15: hanh..
sarbani15: oh nehi nehi..
sarbani15: oh yes! u r right! apadan karak me tulna aur alag hona hota hai..
sarbani15: i am extremely sorry for the mistake..
sarbani15: adhikaran karak ka sign toh "me" "par" hota hai.. aur apadan karak ka sign "se" hota hai
Similar questions