Hindi, asked by bhupesh4394, 1 year ago

it's a question from Vasant abhyas pustika class 8​

Attachments:

Answers

Answered by behappy89
2

Answer:

heya..

a) hum toh aaj yahan Hain aur Kal na Jane kahan honge ka arth hai ki hum iss duniya m aate hn magar kabhi na kabhi toh hamein iss duniya se Jana hi hota h.

b) divano ke aane se ulas aur Jane se sabki aakhein bhar aati hn ka arth hai ki jab koi iss duniya mein aata h tab sabhi khush ho jate hn aur har jagah khushiyon ki barsaat ho rhi hoti h par jab koi iss duniya se jata h tab un logon ki aakhon mein aansu aa jate hain aur sb dukhi ho jate hn.

c) divano ke liye sukh dukh saman isliye hota h kyunki unhe pata hota h ki agar voh iss duniya mein jate hn toh baht sari khushiyan lekr jate hn magar jab voh vapas aate hn toh voh saari khushiyan lekr aate hn.

d) kavi ne yahi kaha h ki iss duniya mein koi bhi apna ya paraya nhi h sabhi ek saman hn isliye hamein mil julkr rhna chahiye.

fóllòw mé àñd my fôllöwîñg..

mârk më ãs bräîñlïêst..

thank you!

Answered by Anonymous
1

Answer:Hope it is helpful

Explanation:

Attachments:
Similar questions