Hindi, asked by djagjeet008, 1 month ago

'जो लोग पाँव भीगने के डर से बचते रहते हैं, समुन्द्र में डूब जाने का खतरा उन्हीं के लिये है। लहरों में तैरने का जिन्हें अभ्यास है, वे मोती लेकर बाहर आयेंगे।' इस कथन से आपको क्या प्रेरणा मिलती है? स्पष्ट करें।​

Answers

Answered by naunhikasingh
0

Answer:

is kathan se hume saahasi hone ki prerna milti hai .Yadi vyakti doobne ke darr se paani me nhi utarega to use moti bhi nhi milega aur jo vyakti apne darr pe vijay paa kar paani me chla jaata hai wahi moti lekar wapas bhi aata hai .Chahe kitni bhi kathinaiyaan ho hume Saahas aur dhairya ka saath nhi chhodna chahiye . Hume koshish karte rehna chahiye ,ek na ek din hume safalta avashya milegi .

Similar questions