Hindi, asked by abduljaved68, 10 months ago

जूनियर और सीनियर छात्र के बीच संवाद​

Answers

Answered by abhilasha52
1

Answer:

junior : suprabhat bhaiya

senior : suprabhat. kaise ho?

junior : thik ho bhaiya. aap kaise ho?

senior: may bhi thik hu. mujhe class jana hai let ho raha hai. tumhara din subh rahe.

junior : dhanyawad. aapka din bhi subh rahe

Answered by bhumika964
3

Explanation:

junior chatr:bhaiya kya 10th ki padhai mushkil hoti hai

senior chatr : hoti to hai lekin agar mehnat karo to kuch mushkil nhi hai

junior chatr:ha vo to hai bhaiya

senior chatr:abhi tum konsi class me ho

junior chatr: 5th class me hu

senior chatr:acha to tumhe konsa subject acha lagta hai

junior chatr: mujhe to biology bohat achi lagti hai

senior chatr: acha fir to tum doctor banna chahte hoge

junior chatr:ha apne sahi kaha mai doctor banna chahta hu mai garib marizo ka ilag karna chahta hu

senior chatr: bohat badia bus tum kabhi alsi mat banna

junior chatr :ha bhaiya mai din rat mehnat karunga

senior chtr: shabash! ye hui na bat

Similar questions