Hindi, asked by ansh92968, 1 year ago

जानवरो पशु पक्षियो को पालतू बनाना उचित है ?in long

Answers

Answered by mchatterjee
21
जिस तरह हम मानव अपने घर में स्वतंत्र रूप से रहना पसंद करते हैं ठीक वैसे ही जंगल में जीव-जंतु , पशु -पक्षी भी रहना पसंद करते हैं।

मगर बहुत बार हम अपने मनोरंजन या पशु प्रेम में जानवर और पशु-पक्षियों का पालन पोषण करते हैं। हम पक्षियों को पिंजरे में रखते हैं जबकि खुले आकाश में उड़ना पंक्षियों‌ का काम है।

हम उनसे उनकी स्वाधीनता छिन लेते हैं।

यदि हमें कोई बंदी बनाकर रखेगा तो हमें कैसा लगेगा ठीक वैसे ही पशु पक्षी को‌ जानवरो को बंदी बनाने का हमें कोई हक‌ नहीं है।
Answered by thestarno1
11

Answer:

Mera Manana hai ki Pashu pakshiyon ko paltu banana anuchit hai Kyunki Pashu pakshiyon ko paltu Banakar Ham Unki Azadi chhinte Hain tatha Swayam ke Swarthya ke liye Unka istemal Karte Hain Jo bilkul galat hai Swatantra sabhi ka Janm sidh Adhikar hai aur kisi ke bhi Swatantrata Chinna Manav Dharm ke Pratikool Hai pakshiyon ka kam Hota Hai Khula Aakash Mein udana To unhen paltu Nahin banana chahie Kyunki Jis Prakar Ek Insan ked hokar Nahin Rah sakta Usi Prakar Pashu pakshi bhi led hokar Nahin Rah Sakte aajkal log Pashu pakshiyon ko paltu banate hain aur Unka Dhyan bhi rakhte Hain parantu is Prithvi per Har EK Manav athva Pashu ko yah Azadi hai ki vah apni Jindagi Jaise Chahe vaise Jiye Pashu Moke prani Hote Hain vah Kuchh Bol Nahin paate Jiska ka fayda Utha Kar Manav unhen Swayam ke Swarthya ke liye palte hain aur Unka galat fayda bhi uthate Hain pakshiyon ko Ishwar Ne undne ke liye Pankh Diye Hain to Hamare dwara unhen Bandhan Mein Rakhna sarvartha anuchit hai apni ichcha se Unchi Unchi Udaane bharna padon per ghosla banana Unki Sabhavik pasha pravati Hum Kisi Ko Kitna bhi Sukhi rakhne ka Prayas Karen parantu use Uske swabhavik parivesh Se Dur Rakhna galat hi Mana jaega atah Meri Najar Mein Pashu pakshiyon ko Palna Sahi Nahin Hai mere hisab se unhen Khula Chhod Dena chahie aur unhen apni zindagi jaise jeeni hai waise jeene Dena chahie

इंसान और पंक्षियों की दोस्ती सदियों पुरानी है। मनुष्य पंछियों को पालते आए हैं और ऐसी कई श्रेणियां हैं जिन्हे यदि खुला छोड़ दिया जाए तो खूंखार पक्षी उन्हे मार डालेंगे। उनका अच्छा जीवन पालतू पक्षी की श्रेणी में ही उचित है या नहीं, अब इस बात का फैसला सुप्रीम कोर्ट में होगा। सुप्रीम कोर्ट ने इस मामले में सभी पक्षों को आमंत्रित किया है।

Explanation:

Here you go....

Similar questions