जीवन केवल सुखों की राह नहीं essay please send it in within ten mins i have to submit tomorrow
Answers
जीवन केवल सुखों की राह नहीं!!
Ye bilkul sayta baat hai ki jeevan kewalsukho ki rah nhi hai . Jis prakaar sikke ke do pahlu hote hai aur har baat ke do paksh hote hai sahi aur galat thik usi prakaar jeevan ke bhi do aadhar hote hai jinhe hum such au rdukh kahte hai .Dukh hi batate hai ki sukh kitna payara aur aham hota hai Isliye such mai bhagwaan ka dhyanawaad dena chahiye aur dukh mai niraas nhi hona chahiye. Samay ke saath aur humaari mehanat se har baat palat sakti hai . Bas hume humesha khud pe yakeen rakhna chaiye aur bhagwaan mai aseem viswaash . Ye hi jeet aur jeevan mai aanad ka aadhaar hai . Savayam ki deinik jeenan ko saral banake rakhna aur Yog ko aadhaar maan kar sawashya ka dhyaan rakhna ye bhi aadha such hai aur baaki apne pariwaar aur desh ke liye mehnat krna aur samaj se samman pana sudra such hai . Jis prakasha batati hai ki humne kitni mehant ki hai aur kya humne sahi disha mai ki hai thik usi prakaardukh bhi such ka mehtav batane ke liye jaruri hote hai . Waqkt ke saath sab badata rahata hai. Parivaratan hi samay, jeevan au rsansaar ki reet hai .
Issilye kaha bhi gya hai ki
Wo path kya, wo pathik kushalta kya jab raste anukool naa ho !
Wo naav kya aur navik kushalta kya jab dhaaraye pratikool naa ho !!”