Hindi, asked by nandini12345827, 9 months ago

'जब मैं परीक्षा में नकल करते हुए पकड़ा गया/गई |' दिए गए विषय पर 150 से 200 शब्दों में अनुच्छेद लिखो:-​

Answers

Answered by ritikasinghhar51
4

Answer:

jab mai Pariksha me nakal karte hue pakda gayi tu tab mujhe aisa aasvaa ki maine jo kiya hai vah bahut hi galat hai Pariksha mein mere alava bahut sare bacche ek sath de rahe hain aur vah acche numberon se pass bhi hote Hain Jo padhaai karta hai wahi achcha number Lata hai aur vahi Pariksha mein pass hota hai yah vah hamari school college ki Pariksha ho yah hamari jindagi ki Pariksha Ho har EK Pariksha mein hamen pass hona apni mehnat aur lagane se hona jaruri hai samay beet jata hai to Insan ko apni galti ka ehsas nahin hota hai jab usse bahut badi galti Ho jaati hai tab use pachtawa hota hai kisi ne theek kaha hai bin pachtawe ab prastavit ka hoi jab chidiya chug gai khetuse din mujhe bahut ehsaas hua adhyapakon sabhi vidyarthiyon ke yahan tak ki mujhse chhote bachchon ke vidyarthiyon name mere upar hansna shuru kar diya mujhe bahut ehsaas hua ham mere parents ko bhi bhul ja Gaye ja yahan tak ki mujhe dusre school mein bhejne ke liye kaha Gaya aur mujhe school se nikal Diya mere pita ne aur main Apne pradhanacharya Ko Vishwas dilane ki aage se yah galti nahin hogi aur main use din se samajh gai ki kadi mehnat kiye Bina koi bhi aage nahin badhta hai main itni mehnat ki main Pariksha mein Bina na karke hi pass ho sakti hun thank you

Make it brilliant points

Similar questions