Jab mein tha tab hari nahi ab hari hai mein nahi, Sab andhiyara miti gaya jab deepak dekhya mahi... meaning plz....
Answers
Answered by
14
i know the ans. of first line only.
meaning
jab ahankar tha tab bhagwan nahi sur jab bhagwan the tab ahankar nahi. To agar ham bhagwan ko prapt karbachahte hai to hame ahankar ko chorna hoga.
Answered by
14
Answer:
Explanation: Kabir ji kehte hain ki jab manushya ke andar ahankar rahata hein tab usme ishwar ki prapti nahi hoti hein. Jab manushya ahankar se mukt ho jata hain to usme ishwar ki prapti ho jati hein. Usi tarah jab hum andhe hote hain tab gyaan roopi deepak ka prakash humare man mein felta hein aur sabhi agyaan roopi andhkaar mitt jate hain.
Similar questions