Jaishankar Prasad dwara likhi Gayi bharatvarsh Kavita ka saransh class 7 please help me हिमालय के आंगन में उसे प्रथम किरणो का दे उपहार। this is the poem First line
ashokmahato564:
What is your name
Answers
Answered by
2
Answer:
Kavi bharatvarsh ki mahima ka gungan karte hua kehate hai ki surya sabse pahle apne kirno ki bhet himalaya ke angan artarth bharatvarsha ko deta hai.Usha haas kar bharat ka abhinandan karti hai aur usse hironka har pehanati hai.Surya ki kirne himalaya par padti hai jiske karan oos ki boonde hire ke bhaati chmakame lagti hai.
Answered by
3
Answer:
कवि भारतवर्ष की महिमा का गुणगान करते हुए कहते हैं कि सूर्य सबसे पहले अपनी किरणों कि भेट हिमालय के आँगन अर्थात भारतवर्ष को देता है । उषा हँसकर भारत का अभिनंदन करती है और उसे हीरो का हार पहनाती है । अर्थात सूर्य की किरणें हिमालय पर पडती है जिसके कारण ओस की बूँदें हीरो के कणों की तरह चमकने लगती हैं ।
Hope this will help you.
Similar questions
Social Sciences,
5 months ago
Social Sciences,
5 months ago
Chemistry,
10 months ago
Hindi,
10 months ago
Math,
1 year ago
Chemistry,
1 year ago