Hindi, asked by BABLsushkaSmr, 1 year ago

Jal hi jeevan hai par 10-20 lines

Answers

Answered by AnkitRay
3
jal hi jiwan hai yah kathan atut staya hai kyu ki bina jal ke hum jiwan yapan nahi kar sakte hai . jise ki khana banana ,nahana, etc aneko karya hum jal se karte hai , bina pani ke hume rahna muskil ho jata hai . pasu se lekar inssaan tak bina pani jal ke nahi rah sakta . ab kisaan ko lelo unka jal se kitna samband hai aap bhali bhati samajte hai bina jal ke wo fasal nahi uga sakta .bina jal ke sichhai nahi kar sakta etc . aur jivan jina to muskil hi hai ....
Similar questions