Hindi, asked by Samwrites, 5 months ago

२.जल प्रदूषण की रोकथाम के लिए आप क्या करते हैं, लिखिए।​

Answers

Answered by annurawat56
14

Answer:

jal pradushan ki roktham ke liye ham nimnlikhit karya kr skte h:-

1. talabo mai log kapde dhote h ,nahate h, gaay bheso ko nehlate h jiske karan jal pradushit hota h , ham aesa na krke jal ko bacha skte h.

2. visarjan ke samay bhi pani ko pradushit kiya jata h jise ham rok skte h.

3. kisan rasayanik khado ka prayog krte h jo hawa ke dwara pani mai mil jata h or pani ko pradushit krta h ,kisano ko praktik khado ki or aakarshit krke ham ise rok skte h :)

Similar questions