जल संरक्षण के लिए आप लोगों कैसे जाग्रत फैलायेंगे
Answers
Answered by
42
jal humare jivan mein sabse mahatv purn hai. jal ke bina humara jivan adhura hai. jal ke bina koi prani nahi jivith nahi reh sakta hai. pruthvi par 79% jal hai. usme se 98% samudr aur maha sagar mein hota hai yani khara pani hota hai. aur baki ke 2% accha pani hota hai. usme bhi sirf 0.2% pani hi nadi, talab, nehar, kuan iyadi mein hota hai. yah pani kai yugon se hum istamal kar rahe hai. lekin ab yeh paani kum ho raha hai. hum pani ko bachana padega.varna hamara jivith rehna asambhav ho jayega. pani ko bachana bahut hi jaroori hai. paani ko bachane ke liye hume pani ka sahi upyog karna padega. pani ki barbadi ko rokna hoga. agar nal khule ho toh unhe band karna chahiye, agar voh kharab ho toh unhe sahi karva lena chahiye, nahane ke liye balti ka istmal karna chahiye, kapde dhone, ghar saaf karne ke liye, sauchalay mein niyamit roop se istmal karna ityadi agar sab manne lage to jal ka sanrrakshan ho sakta hai.
Answered by
29
Jan sankya kee vrudhi ka dhoor kamkarna chahiye.Jal-pradushan ko rokana chahiye.Varsha jal ka gaddom me jama karna chahiye.Use samrudh mei nahi bahana chahiye.Use rokane keliye baanh banane chahiye.Avashyaktha ke anusar hee uska upayog karna chahiye.Pradushith-jal evam samrudh-jal ko vikasith karna chahiye.Jal ko vyarth nahi karna chahiye.kendra sarkar ke adheen jal-samasyaom se samandith mantralay hona chahiye.burgarb jal badane kee koshish honi chahiye.Sabhi loghom ko jal kee apurthi suvyavasthi rup se karni chahiye.
Similar questions
Geography,
8 months ago
Physics,
8 months ago
Social Sciences,
1 year ago
Physics,
1 year ago
India Languages,
1 year ago
Math,
1 year ago