Jeevan Mein Ek Ek Pal Ka sadupyog Kar vyakti kis Prakar Mahan banta hai
please write in Hindi so I can understand because tomorrow is my Hindi exam
Answers
humare liye samay bohot balwan hai. aaj me samay mein manusya apne Kam ko talta reheta hai ya byarth ki baaton mein samay barbaad karte rehete Hain jiski wajah se hum samay ko byarth jaane dete Hain. humara kartabya hai ki Hume din mein Jo bhi kaam karna hai ese subab hi nischaya kar Lena chahiye. bidyalaya mein Jo bhi samay bachta hai use anya kalaon ki sikhne mein karna chahiye. santh kabi Kabir das kehete Hain kaal kare so aaj aaj Karen so kaal. toh samay manusya ke liye bohot mulyaban hota hai. mahatma gandhi, jawarlal nehru, aur ese mahan neta log apne samay ko sahi tarah se prayog kiye the jiske wajah se aaj woh mahan ban paye Hain. manusya sirf dhan dolot ko sab kuch MAAnta hai jeeva n mein par bade bade mahan purus kehe gayen hai ki samay see bada aur kuch nehin. hum dhan dolot to phir see hasIil kar sakte Hain par samay nehin. hum humesa tal motol kar Kam karte rehete jab parikya ata hai hum ghabra jaate Hain. is adaat ki wajah se bade bade afsoro ke age sarmindgi honi padhti hai. aur kuch log apne parisram aur samay ki sadupoyog se logo ka Dil jeet lete Hain aur unki prem ki bhagi dar ban jaate Hain. purano mein Hume samay ka sadupoyag dekhne ko milte Hain kese 5 panda kaurav ke 100 putron ko haraya tha. Hume unse yeh sikhne ko milta hai ki apni kabiliyat ko badhane ke saath saath apni sakha (friends/allies) ko bhi badhana hoga. unhone apni samay ka sadupoyag Kiya jiske wajah se unhone aaj kaurav ko hora paye.
I think it's enough. sorry it took too late because of network problem and work busy. if any other doubt please ask free. I don't know if it will help you in any way still I will try to help more.thank you
hope that helps you..?........