Jeevan Mein Hasi ka mahatvahai
Answers
Answered by
0
ham sab ko smile rakhani chahiye kyu ki smile se hamara dard dur hota he
Answered by
4
HASI KA MAHATVA
Aj kl hasi bhi durlabh hoti ja rhi hai . Sabhi ke chehro par tanav , chinta , udasi hi adhiktar sikhayi deti hai . ajkl ke tanavpurn jivan me manushya anek bimaraiyo ka shikar hota ja rha hai. Hasna sehat ke liye utna hi avashyak hai jitna ki bhojan krna . hasne se sharir me rakt sanchar bhi bhali prakar se hota h . chahe ap kitne bhi vyast kyo n ho parantu apne liye samay avashya nikalana chahiye , jis se aap dobara baccha bankar vahi hasi aur khushi prapt kr sake jo apko bachpan me mili thi . aaj to yah nara hona chahiye "haso - hasao , jivan khushal banao "
ye hasi ke mahtva par anuched h
hope it helps uuuu...

mansi83:
mark it as brainliest plzzz
Similar questions