India Languages, asked by creativegauri4101, 1 year ago

Jeevan na to bhavishya mein hai aur na hi ateet mein hai. jeevan to keval iss pal mein hai arthat is pal ka anubhav hi jeevan hai meaning

Answers

Answered by annuharvanvi
1
Hey dear...

Here is your answer...

Ye vichar shri Krishna dawra diya gaya Hii...

Iska Matlab Hii kii hamara jivan Na bhavishya mee Hii Yani Jo hum Aage ki sochte Hii.. Mere pass Itna paisa Hoga ye Hoga wagrh wagrh.. To Wo sb glt hi. Khene ka mtlb kya Pta jb kya ho Jaye...
Na ateet me Hii Yani Kuch log ateet ke bare mee soch soch ke preshan rethe Hii... Jo beet gaya Wo gaya esa Na ho kii wo Humm aapne aaj pr bhari pedne de... Issliye usse Bhul jao Orr aapne aaj mee Na doharo...
Jiven sirf aaj mee Hii.. Ye Pl Jis smaye aap jivit Hii... Sans le rehe Hii.. Isse mashoos kro.. Isse puri trah Kushi se Jio..

Pura arth Hii kii agar ye soch ke jiye ge ki jivan sirf iss pl me Hii too har aane wala din kushiyo se bhra Hoga or hr pl sunder...

..... ALONE BUT HAPPY

Hope it helps you!!!
Attachments:
Similar questions