"Jis Vastu ko paane ki ichha ki jaay" ka Sahi Shabd kya hai?... anaayas, Anokha, Abhisht, Alowkik???
Answers
Answered by
7
I think....anaayas is answer...
sonu99065:
please mark me brainlest
Answered by
0
Answer:
Abhisht - Jis Vastu ko paane ki ichha ki jaay
Explanation:
Anaayas- Bina prayatn k, jo asaani se mile
Anokha- Alag
Alowkik- Adhbhut
- Abhisht ka matlab hota h ki Jis Vastu ko paana chahte hain ya paane ki Ichhha karte hn.
- Isse aise kaha jaa sakta h ki jo Vastu ki humne kaamne ki usse paa bhi liya
- Abhisht ko vakya mein kuch iss tarah daal sakte h - Abhisht maan prapt kiya.
- Abhisht se milte hue shabd- Pasand ka, Vanchhit, Chaha hua.
SPJ3
Similar questions