Hindi, asked by adibanafish567, 3 months ago

jivan ma dhul ki kya upyogita ha

Answers

Answered by BrainlyProfessor
0

|| ||

हमारे जीवन में उसकी बहुत उपयोगिता है। यह हमारे देश की धरती की धूली है जिसे हम अपने माथे पर तिलक लगाते हैं। हमारे लिए धूल आदर और सम्मान का प्रतीक है। ... संध्या के समय गायों के चलने से उड़ने वाली धूल को तो बहुत पवित्र माना गया है, उसे गोधूलि के नाम से जाना जाता है और लोग उसके लगने को पवित्र मनाते हैं।

|| ||

Answered by cookiiiieee
0

Answer:

Mitti bhi dhool ka hi ansh hota hai.

Dhool se hi yeh puri duniya bani hai.

Explanation:

Dhool ke bina hum kisi ki bhi kalpana nahi kar sakte hai. Jab koi baccha chota hota hai tab woh mitti aur dhool mein khelta hai. Dhool ka muh ya mathe par lagne se bacche aur sundar ho jate hai. Shehar ke log dhool ko bura aur ganda maante hai parantu aisa nahi hota. Gao ke logo ke liye dhool ki unka pura jivan hai. Dhool ko ganda maana uchit nahi hai.

Aasha karti hun ki aapko aapke sawal ka jawab mil gaya hai.

Similar questions