Hindi, asked by aathira18, 1 year ago

juloos story by premchand character deendhayal:- character sketch

Answers

Answered by Anonymous
23
Juloos ki kahani aazadi ke pehle ki kahani hai.Ismein kai rochak kirdaar hain.Yeh kahani tatlakalein aandolano aur logon ke desh ke liye deshbhaki ke mehatv ko samajhne ki hai.Deendayal ek ucch verg ka vyakti hai.Deendayal ko juloos nikalna aur aandolan kerna bekaar ke kaam lagte the.Wo ek nakratmak soch wala vyakti tha.Usse lagta tha ki hamara desh gulaam ho gya hai ab usse koi aazad nhi kara sakta.Koi bhi koshishein bekar hain.Per hum uske vyaktitav main badlaav dekhte hain jab wo apne ghayal deshwasiyon ko bachane ke liye apne her zarooori kaam ko hataker aazadi ke juloos main kood padta hai.Deendayal ek aam aadmi hai jo desh ke liye kuch bhi kerne se ghabrata hai,halanki usmein deshbhakti hai per pehal kerne ka sahas nhi hai.Per use anyay bardasht nhi hai,jab wo dekhta hai ki angrez  krantikariyon per dande barsa rahe hai to deendayal ka khoon khaul jata hai aur wo unhe bachane jata hai
Answered by mofidakhatoon91
0

Answer:

juloos story by premchand character of birbal Singh

Similar questions