का आजादी की कोई सीमा होनी चाहिए ? यदि हाँ तो क्या और क्यों ?
Answers
Answered by
3
Answer:
aapki aajadi aur aapke adhikaar vahi tak seemit hain jaha par kisi aur ki ajadi ka hanan hone lage aur apke adhikar bhi vahi tak seemit hain jaha par kisi aur ke adhikaron ka hanan ho raha ho.
rahi baat Seema ki toh aajadi aur adhikar dono ki seema honi chahiye jisse aapki aajadi ke chalte kisi aur ki aajadi chinne na paye .
Similar questions