क) गोपियों ने कृष्ण को राजनीतिज्ञ क्यों कहा है ?
ख) गोपियाँ श्रीकृष्ण से अपना मन वापस क्यों लेना
Answers
Answered by
2
Explanation:
a) hari hai rajniti padhi aaye
is pankti me gopiya krishna ko rajnitigya isliye kehti hai kyuki ve unke intjar me rehti hai par ve nhi aate balki uddho ke jariye yog sandesh bhejte hai ve kehti hai ki "raj dharm to yahe jo praja n jahi sataye" mtlb raj dharm to ye kehta hai ki praja ko nhi satana chahiye
b) ab apne man pher paihe chalat jo hute churaye
is pankti me gopiya krishna se apna man vapas chahti hai kyunki ve unke intjaar me baithi hai aur ve nhi aa rhe balki kisi aur ko bhej rhe hai.
Similar questions
Math,
3 months ago
Computer Science,
3 months ago
Social Sciences,
3 months ago
Science,
6 months ago
Math,
6 months ago
Geography,
11 months ago