(क)लेखक के अनुसार बुढिया और सभ्रांत महिला पुत्र वियोग में क्या अंतर था? अंक
Answers
Answered by
1
Answer:
Lekhak ke anusar sabhrant mahila ke putra viyog me aur budhiyaa ke putra viyog me antar ye tha ki sabhrant mahila apne putra viyog me bister pr padi rhti thi. Wo do do ghante me behosh ho jaati thi, aur uske sirhane do do doctor hua krte the aur samaj ko uss sabhrant mahila ka dukh bahoot bada dikhta tha jabki uss budhi ka putra viyog kisi ko nhi dikhta tha log ise achhut maante the aur usse ghrina krte the.
I hope it will helps you...
PLEASE mark this as BRAINLIST And follow me...
Similar questions