Political Science, asked by renu81thakurgmailcom, 6 months ago

क) पंचवर्षीय योजनाओं से आप क्या समझते हैं? हिमाचल प्रदेश में अब तक लागू हुई
पंचवर्षीय योजनाओं के उद्देष्य व प्रमुख लाभों का वर्णन करो।​

Answers

Answered by rumikhatoon66
4

Answer:

Panchvarshi yojna duvara vichar kiye gye Vikas ke namune ki parmukh visheshtao ka mukhye uddheshy poshankari aarthik Vikas ke liye ek swasth bunyad pardan karna labhdayak rojgar ke liye badhte huye awsar tatha janta ke liye jivan star tatha shram ki sharto ko sudharna hai

Panchvarshi yojnaye vayaktigat pahel sahkari tatha sanyukt paryatno ke vishshy chatr ko vistrit karti hai aarthik tatvo ko avashye hi adhik mahatvo Dena hoga parantu samajik chhetra ke kuchh pahluvo ki hum apekchha nhi kr sakte

Explanation:

Panchvarshi yojana ka samay 1951_1956 tak tha yeh ye Panchvarshi yojna sovtantra bharat ki pratam Panchvarshi yojna thi jiski parmukhye vishshtaye hai 1.krishi chheter per vishesh jor diya gya 2.sakal gharelu utpadan (dijipi) ka lakshye 2.1partishat rakha gya hai 3.khggan utpadan ka lakshye nirdharan Kiya gya 4.is yojna ke tahat ke panch ispaat sanyantro ki niv rakhi gyi hai 5.is yojna ke tahat sinchai yojnao par bhi vishash dhiyan diya Jana chahiye.

Answered by mukulthakurnm1212
1

Answer:

hfhhdhdjcbsjhcifhdgdhfgeur

Similar questions