India Languages, asked by eshaarya87, 11 months ago

काप
॥॥ ॥ पण मा किया गया है।
अभिवादनशीलस्य नित्यं वृद्धोपसेविन:।
चत्वारि तस्य वर्धन्ते आयुर्विद्या यशो बलम् ।।1।।
यं मातापितरौ क्लेशं सहेते सम्भवे नृणाम्।
न तस्य निष्कृतिः शक्या कर्तु वर्षशतैरपि ।।2।।
तयोर्नित्यं प्रियं कुर्यादाचार्यस्य च सर्वदा।
तेष्वेव त्रिषु तुष्टेषु तपः सर्व समाप्यते ।।3।।
(सर्व परवशं दु:खं सर्वमात्मवशं सुखम्।
एतद्विद्यात्समासेन लक्षणं सुखदु:खयोः ।।4।।
यत्कर्म कुर्वतोऽस्य स्यात्परितोषोऽन्तरात्मनः।
तत्प्रयत्नेन कुर्वीत विपरीतं तु वर्जयेत् ॥5॥
दृष्टिपूतं न्यसेत्पादं वस्त्रपूतं जलं पिबेत्।
सत्यपूतां वदेद्वाचं मनः पूतं समाचरेत् ।।6।।

Can someone pls translate this in hindi or English

Answers

Answered by yamunaramhzb
7

Answer:

Explanation:

bhavarth of first shlok-

Jo Abhivadanshil hai aur pratidin bujurgon ki seva karta hai uski aayu, vidya, yash, aur bal char chizen badhti hai

Second shlok bhavarth-

Manushya ke janm ke baad jo kasth Mata pita sehte hai uska nistar 100 sal bad bhi nhi chukaya ja sakta.

Third shlok bhavarth-

Jab Mata pita aur aachrya tino hamesha santusht ho jaye tab hi saare tap samapth ho jate hai.

Fourth Sholk bhavarth-

Sab kuch jo dusron ke vash me hai vah dukh hai aur sab kuch jo hamare vash me hai vah sukh hai aur yah sukh dukh ko sanchep ko janana chahiye.

Fifth sholk bhavarth- I don't know

Sixth shlok bhavarth-

Drishti se chan kar pair rakhna chahiye, kapde se chan kar pani peena chahiye. Satya se pavitr vachan bolna chahiye aur man se pavitr kar ke aacharan karna chaiye.

Similar questions