Hindi, asked by janvhideore4, 4 months ago

कोरोनाव्हायरस पर अनुच्छेद लेखन लिखिये करुणा काल आरंभ परिणाम निवारण

Answers

Answered by Phagu
0

Explanation:

Corona virus ko covid 19 bhi kaha jata hei.corona virus do virus ke milan se bana hei.yeh virus ka pehla marriz chin mei December 2019 ko mila tha .iss virus ka pratham lakshan hei shardi,jukam .dushra lakshan hei ki yeh Bayu se bhi phel ta hei.iss virus mei sankramit hone wala byakti char logo ko iss virus mei sankramit kar sakta hei.yeh virus jann leba hei magar jiski rog pratisedhak sakti jyada nahin hei aur jiska high blood pressure, diabetes, chronic kidney disease hei woh iss virus mei sankramit hoke mar jata hei.iss virus se ladne ke liye hume apni rog pratisedhak sakti badhani hei,bahar jate wakt mask pehnna hei aur do gaj ki duri banana chahiye.isse hum khud ko aur apne family ko iss virus se protect kar sakte hei.

Similar questions