Hindi, asked by tgrsiddharth, 10 months ago

कोरोनावायरस के दौरान आपका अनुभव सौ से डेढ़ सौ शब्द के बीच में​

Answers

Answered by raih8583
4

Answer:

corona virus bahot hi  khatarnak virus hai.ye china me ootpann hua hai.ye virus sankramit vaykti ke samprk me aane se se phailta hai.isvirus ke lakshan kuchh is prakar dikhai dete hai.gale me dard,khasi,halk-halki bukhar,sarir me dard.jb ye sarir per jayada prabhav daal chuka hota hai tb vaykti ko sans lene me dikkat hone lagti hai.is virus se bachane ke kuchh tarike hai jaise mask lagaake bahar niklna dusare vyakti se duri banaye rakhna.sainitaiger har 30 min.per hath saaf karna.aur bhi nimmnlikith upaye hai.

Explanation:

Answered by Swetakumar6789
1

Explanation:

covid-19 ek bahut badi aapda h jo suraksha rakshi ki tarah mooh phailaai khadi h. jo vishwa ki kab apni grass bana le. ata: inse bachne ke liye sahi saatvik bhojan kar hanuman ji ki tarah bacha ja sakta ghar pe rahe surakshit rahe . khan-paan par dhyan de.

Similar questions