Hindi, asked by amansingh3554, 4 months ago

क्रोध और प्रेम के बीच संवाद लिखिए

Answers

Answered by Anonymous
1

Answer:

Krodh: mein SAB kuch hu

mahan log mere wajah se mahan bane

Prem: tum SAB barbad kar dete ho

krodh: arre chup reh meine hi mahan Hitler Ko itna Shakti shali banaya

Prem: tumne ek danav banaya, logo ke beech Prem rahega toh log Gandhi bante hai

krodh: tum kya jano ,mahan log kese hote hai , jab mein kisi ke upar aata hu wo Insan Sabse Shakti shali ban jata hai

prem: tum logo Ko ghamandi Bana dete ho jis se log apni BARBADI khud kar lete hai, tumhein sabko ek saman pyar karna chahiye

krodh: toh kya Karu Sabse acchi baatein na mein nahi karunga usse kya hoga?

Prem: jab tum Prem baat te ho tab khusiya felti hai,SAB accha rehta hai ,SAB ek sath mil kar rehte hai ,koi ladai nahi ,SAB khush

mere wajah se taj Mahal Bana or bhot si acchi chize hoyi,logo ki Jaan bacchi

krodh: ESA nahi hai ,Prem ke wajah se Jang (war) bhi huye hai jiske wajah se KITNE log maare

Prem: MUJHE mein or laalach mein untar hai ,Prem MATLAB ESA kaam jis se koi Hani na ho, lakin laalach mein log SAB khatam kar dete hai or tum bhi esmein hote ho

Explanation:

Similar questions