Hindi, asked by Aryavart56, 11 months ago

किसी भी क्षेत्र मे सफलता प्राप्त करने वाला किसी व्यक्ति का साक्षात्कार लीजिए और उनकी सफलता का रहस्य जानकर लिखिए।☺​

Answers

Answered by KusumJangra
4

Answer:

.......ksheter main ek...... Naam ke Aadmi rehte Hainjo pahle ek chote se Kisan thae jinke paas sirf ek kila hi tha apni kheti karne ke liye lekin unhone apni mehnat aur lagan se Apne kheti ki sankhya badha li ab dheere dheere unke Kheti badhti Rahiaur unhone apne kheton ki sankhya badha li pahle unke paas sirf ek khet tha aur ab unke kheton ki sankhya lagatar badhti rahi unke khet lagatar Pragati kar rahe thae unke khet ek se do, do SE char lagatar badhte rahe aur ab unke ....... Kshetra mein lagbhag 36 se40 ke aas paas khet Ho chuke thae aur pahle wo Apne khet khud beejte thae aur na hi unke paas koi machine thi aur nahi koi majdur Jo unki sahayata kar sake balki pahle wo khud ek majdur ki bhanti dusro ke khet mein kaam Kiya karte thae parantu ab unke paas machine bhi hai tractor bhi hai aur ab unke paas kai majdur hai Jo unke kheton mein kaam karte hain unhone wo shetra chod kar dusre shetra mein bhi Apne khet Lene shuru kar diye aur unka vyapaar itna badhta Gaya ki ab Rajye ke Kshetra mein unke bahut se khet bangle Hain pahle unhe pankhe Tak Naseeb nahi hote the parantu ab vah aalishan gharon mein AC ke neeche aaram karte Hain aur ab wo aik jaani maani Hasti ban chuke h pehle too khane ke liye roti tak nasib nahi Hoti thi aur ab unhe dakh tak nahin bhate .

Shiksha: Agar ham log mehnat aur lagan se kaam kare too kuch bhi asambhav nahi hai.

Similar questions