CBSE BOARD X, asked by Anonymous, 8 months ago

किसी एक अंतरिक्ष
यात्री के बारे में लिखे

Answers

Answered by saniya3183
7

Answer:

antariksh yatri - KALPANA CHAWLA

Explanation:

Kalpana Chawla Ka janm Hariyana ke karnal Mai 17 march 1962 ko hua tha . Unke pita Ka nam Banarasi lal Chawla aur Mata Ka nam Sangjayoti Chawla tha. Kalpana apne paribar Mai char vai-beheno mai se sabse choti thi. Kalpana ke praramvik siksha Karnal ke "Tagore bal niketan senior secondary school" Mai hua tha .Bachpan se hi unhe eronetic engenier banne Ka sauk tha. Unke pita unhe doctor ya teacher banana chate the par Kalpana Bachpan se hi antariksh Mai vraman Karne ki Kalpana Kiya Karti thi.

Hope it helps u.

plz follow me or mark me as BRAINLIST ans.

Similar questions