English, asked by priyarawat8967, 6 months ago

किसी तालाब में अगर विष घुल गया हो तो उससे किस-किस जीव का घर नष्ट हो सकता है और
तुम्हें क्या लगता है कि इसके अलावा और क्या-क्या हानि हो सकती है?​

Answers

Answered by saishasharma23
17

Answer:

  • Taalab ke andar jitne bhi pedh podhe honge voh bhi nasht ho jayenge.
  • Aur jitne bhi jeev ya prani us talaab me rehte honge voh bhi mar jayenge
Answered by aditiganvir84
12

Answer:

Agar kisi talab me Vish ghul gya to sabse phle vha rhne vale janvaro, aur ped paudho ko khatra hota hai.

phir agar vh pani kisi gaon me supply hota h to usse vha ki jnta ko kafi presani hogi.aur phir vha aas pas rhne vale janvar bhi khatra ho skta hai.

Isse kai logo ki jan musibat me ja skti hai.

Similar questions