Hindi, asked by mamathaaradhya85, 3 months ago


१.कितने ऋतू हैं?
२. हर ऋतू में कौनसा फ़सल उगाया जाता है?

Answers

Answered by rihalvaruni
0

Answer:

(1) Basant, grishyam ,Varsha , Sharad , Hemant aur Shishir

(2) Basant Ritu mein Ravi ki fasal ugai jaati hai hai Jaise sarson , grishm Ritu mein sabjiyan vahi jaati hai Jaise a kharbuja bhindi lauki adi, Varsha Ritu mein dhaan aur arhar ki fasal ugai jaati hai , Sharad Ritu mein ugai jane wali fasal ko Ravi fasal kahate Hain jismein mukhyata gehun dhaan sarson Rai chana ityadi ka utpadan hota hai ,Shishir Ritu mein gehun aalu sarson chana ugai jaati hai Hemant Ritu mein udane wali faslon ko kharif ki fasal kaha jata hai jismein Jowar Bajra aadi yah Safar July August mein BOI jaati hai aur jhad ke prarambh mein Anil November mein kat Li jaati hai yah dhaan jwar bajara is Hemant Ritu mein prapt hoti hai ,

Similar questions