Hindi, asked by salanikumari, 8 months ago

काव्यांश का सरलार्थ लिखिए
1. रंग-रंग के रूप हमारे
अलग-अलग है क्यारी-क्यारी,
लेकिन हम सबसे ही मिलकर
है उपवन की शोभा सारी।​

Answers

Answered by bhanuxd00
10

Answer:

rang rang ke rup hamare-hum sab bhinn bhinn rang rup ke h hum sab ki alag soch h alag chavi h aur har kisi ki alag pehchan h

alag alag h kyari kyari-yaha kavi hamari shrishti ko ek baag/van bata raha h jisme podho ki yani hamari alag alag dharm aur samaz h alag kayde kanun h

lekin hum sabse milkar hi h upvan ki shobha saari-lekin hum sabhi ko alag alag nahi mila kar hi hamari shrishti ki sunderta h jise kavi ne ek sunder van bataya h

Similar questions