kaash vidhyalay na hota ......... essay in Hindi give more than 20 to 30 line
MayankBhagat:
plz mark as brainliest
Answers
Answered by
1
kaash vidyalay na hota vidyalay ke karan hame subaha -subaha uthkar taiyar hona padta hai hamari keemati neend kharab ho jati hai aur phir tayyar ho kar vidyalay me adhyapak padhate hai jo kabhi samajh me ata hai aur kabhi nahi.aur to aur phir adhyapak gruhkarua bhi dete hai jiske piche reh reh kar dimag kharab ho jata hai vidyalay ke dino ki to alag bat hai lekin garmi ki chuttiyo ke waqt bhi gruhkarya milta hai aur pure chuttiyo me gruhkarya karte karte hath aur dimag dono dard karne lagte hai kaash vidyalay na hota.
plz mark as brainliest
Answered by
0
but why any one will say you to write Essay on this topic
Similar questions