Hindi, asked by vanshkash122, 8 months ago

Kaba aur Kashi ka Antar kab samapt ho jata hai in hindi​

Answers

Answered by Anonymous
1

Jab manushya hindu-muslim ka bhedbhav bhulkar nishpaksh hokar prabhu ki sacche mann se bhakti krta hai tab use kaba aur kashi ek hi samaan lagte hai or is trah kaba aur kashi ka antar samapt ho jata hai.

HOPE IT HELPS!!!

Similar questions