Hindi, asked by BESTofALL, 10 months ago

KABIR APNI BURAIYON KO BATANE WALO KO APNE PAAS RAKHNE KE LIYE KYO KAHTE HAI

कबीर अपनी बुराइयों को बताने वाले व्यक्ति को अपने पास रखने के लिए क्यों कहते है

please tell me the explanation and tell me the 'Doha' in which these lines were . ​

Answers

Answered by Anonymous
3

Kyuki unka Maana hai ki ..... yadi nindak hamari ninda karega toh isse humme hamare avguddo ka pta chlega Orr hum unhe sudhaar sakenge ....../ Kabir das k anusaar mausaya Ko apni ninda karne wale vyakti Ko hamesha Apne pass rakhna chahiye kabhi gussa aane par bhi usse ladaai nahi karni chahiye kyuki ninda karne wala Insaan hame humesha hamari galtiya bataata rehta hai ( woh humme better se best banne me madad karta hai or uska kuch mulya bhi nahi leta ) veh hamari galtiya dhundh dhundh kar nikaalta hai !!! Hume ek nindak ki baatein dhyaan se Sunni chahiye taaki hum un galtiyo Ko turrant Durr karke ek acche Insaan bn sake( ek nindak vyakti Bina saabun or Paani ka prayog kiye hamaari kamiyo Ko Durr karne me saahayta karta hai Orr humme Nirmal or pehle se better Insaan banaata hai .....

hope it's help u

follow me

Similar questions