Hindi, asked by Alesa, 1 year ago

kabir das ek samaj sudharak the. Iss vishaw par apne vichar prastut kijije

Answers

Answered by Anonymous
6
Kabirdas ek samaj sudharak the kyunki wo bhagvan mein vishwas nhi rakhte the, unhe insaaniyat par vishwas tha. Wo samaj ko sudharna chahte the aur chahye the ki sabke pass vidya aur gyan ho. Isliye wo apni kavita k maadhyam se sabko siksha dete the.

HOPE IT HELPS YOU

Alesa: it is a good ans. Can to give this ans in 100-120 words
Answered by Princy11
6
Kabir das ek samaj sudharak the, haan main iss baat se sahmat hoon. Unhone apne sabhi rachnaon ke dwara yeh samjhaya hai ki hamein kabhi bhed- bhav nahin karna chahiye. Humara ishwar ek hi hai. Hamein ek hi ishwar ne banaya hai. Hamaare karm unche hone chahiye, unche kul mein janm lene as kuch nahi hota.Yadi karm achhe hue toh duniya hamaari taarif karegi warna hamaari ninda nishchit hai. Duniya hamaare baare mein jo bhi kahe ,jo bhi soche, hame apane karm se piche nahin hatna chahiye.Aakhir duniya hum par bolne ke liye hi tho hai.
Similar questions