Hindi, asked by wwwsinghsantosh95810, 10 months ago

Kabir das ke jeevan parichay par 10-20 question- answer

Answers

Answered by prachi968599
5

kabir ka janam kab hua tha ?

1398

kabir ji ka janam khan hua tha?

varanasi

kabir ji ka nidhan kab hua ?

1518

kabir ji ka nidhan khan hua?

maghar me

kbir ji ko kis ne pala posa?

neeru or neema namak dampatti ne

kya kabir padhe likhe the?

han

kabir ji ki sabhi rachnae khan se li gai hai?

kabir grathavali se

unka pramukh grath kon sa hai?

beejak

unki bhasa ko sad kakdi kisne kha hai?

ramchadr shukl ne

sadhkakdi bhasa kise kaha gaya hai?

unki panjabi ,rajasthani ,braj, purvi bhasa ke shabdo me mili jhuli bhasa ko sadhkakdi kaha gaya hai


prachi968599: hii
prachi968599: kindly follow Me
Similar questions