Hindi, asked by mrunali, 1 year ago

kabir ke 10 pad aur saakhiya aarth ke saath.


Anonymous: are u in dps gurgaon sec 45

Answers

Answered by silu
24
1-kal kre so aj kr, aj kre so ab
  pal me parlaye hoegi bahuri kroge kb

 -jis kam ko hum kal krne ki sochte hain use aj aur avi jld se jld hi sampt kr lena chahiye warna samay kb beet jayegi hume pta v nh chalega aur kam adhura hi rehjayega

silu: 2-guru govind dau khade kake lagu payen
balihari guru jinke govind diyo btaye

-guru(teacher) ur govind(bhagwan) dono khade hone par hume pehele guru ko pranam krni chahiye aur fir wo hi hume smjhayenge ki unke sath jo vyakt hain wo sri govind hain aur fir hume unhen pranam krni hai.........yani...yahan pr guru ko amulya ka roop diya gya hai aur unke hi sikhaye raste pe agr hum chale to hum safal honge
silu: 3-padi padi jag mua, pandit hai na koye
dhai akshar prem ka , padhe so pandit hoye

- hum jitna v padh len pr agr hum ache se, prem ki bhavna se bt krni nhi ati ho to hum pandit ho kr v pandit nh kehlayenge qki prem ki vasa se hi hum dusron ke dil jeet skte hain...aur ye prem srif dhai akshar ke hote hain agr hum ye dhai akshar wale sbd na sikh sken to hume koi v pandit nh kehlayega
silu: hope it helps u mrunali.....n plz mark it as best
silu: sry baki ke 7 dohe kal btadenge
Similar questions