Hindi, asked by diyachhapatwal, 1 year ago

Kabir ke dohe ko Sakhi kyu Kaha jata hai Hindi mein bataiye

Answers

Answered by pjha9278
28

Explanation:

Kabir ke dohe ko Sakhi isliye Kaha Jata Hai Kyunki inmein shrota ko Gawa Banakar sakshat Gyan Diya Gaya Hai Kabir samaj mein faili kurti jaatiyon Bhavna aur bra han Adamro is gyan dwara samapt karna chahte the

Answered by CM0685
24

Answer:

Kabir ke doho ko sakhi isiliye kaha jata hai kyoki in doho me shrota ko sakshat gavaah bana kar gyaan diya Jaata Hai. Jisse kabir is samaaj me fail buraaiyo evam vyarth ke aadambaro ko kisi bhi vyakti ke man se door kar ke samaaj ko nayi unchaaiyo par le Jaana chahte the!

Similar questions