Hindi, asked by kambojsinghabhi3609, 7 months ago

Kai bar agyan ke karan garibon ko thaga jata hai Is vishay per aapke vichar likhiye

Answers

Answered by Anonymous
23

Explanation:

गरीब को ठगने वाले हमें बहुत लोग मिलते हैं जो उनसे मीठी बात करते हुए उनको दीमक की तरह नष्ट करते हैं और उनको पता भी नहीं चलता है।

गरीब कुछ नहीं चाहते बस थोड़ा सा प्यार चाहते हैं साथ चाहते हैं। मगर कुछ लोग अच्छाई के आड़ में ही उनके हक के पैसों को भी जेब में भर लेते‌ है।

please mark as brainlist answer and follow me please thank answer

Answered by Muskansolanki
4

Answer:

ha kyunki unke pass itna gyan nhi hota ki vo pehchan paye ki log unhe thag rhe hai. Esa Unke thik dhang se siksha na milne ke karan hota hai. Vah log mahit saaf dil ke hote hai isliye dusre pr chahe vo accha ho ya bura vishwas kr lete hai. Unko ese log bhehela fusla kr apna kam krwa lete hai or baad m unko dokha dete hai.

Similar questions