Hindi, asked by rautelarudrakshi127, 5 hours ago

कल्पना कीजि ए कि भगवान आपकेसामनेखड़ेहैंऔर आपसेवरदान माँगनेकेलि ए कहतेहैंl इस
प्रकरण मेंआप दोनों केबीच होनेवाली बातचीत को सं वाद केरूप मेंलि खि ए l

Answers

Answered by poojadhanik8
2

me:- hhai parbhu ajj mere samne jo desh ki ye durdasha hai, muj se dekhi nhi ja rahi.. ajj pura sansar is mahamari se kese jahel raha h ye hum hi jante hai, ho sake to hamko is musibat se bahar nikal do, sabki duvidha ko durr kar do

bhagwaan:- Putra ,, ager ye sankat aaya hai to iske piche jarur koi karndh hoga, tum manushya ne is dharti ko itna barbad kar diya, ki ajj Tumhe oxygen ke liye bhatkna padh raha h.... sabr rakho vakt ke sath ye mahamari chali jaygi...

me:--to is sankat se niklne ka koi to upaye hoga....

bhagwaan:- han hai, tum logo ko ek sath ladna hoga is bimari se tabhi, ye bimari puri tarh khatm hogai....

please mark me brilliant please

Similar questions