Hindi, asked by rupnpatil, 10 months ago

कल्पना करके अनुच्छेद लिखिए - काँटे भी है जरुरी है जीवन में कृपया शीघ्र उत्तर दें!! मैं पहले उचित उत्तर को BRAINLEST चिह्नित करूंगा!

Answers

Answered by tejasborate2
2

Answer:ha ye sahi hain

Explananation - Is wajkya ka arth hain ki jivan ke kate  matlab jivan ki mushkile aur jivan main agar ushkile nahi ho to jivan jine ka koi matlab hi nahi rahega . Jivan  main kisi cheez ko pane main agar mushkile na ho to us cheez ka mahatva hame nahi hoga . Jaise  gulab ke saath kate bhi hote hain waisehi humare jivan main bhi achhe wakt ke saath bura wakt hoa hi chahiye jisse hum kuch sikhe. Humesha yaad rakhe ki hum jivan ki mushkilo se hi sikhte hain to jaise humare jivan main khusshiya chahiye waise hi humare jivan main gam bhi hone chahiye jinhe hum harake khusshiya paye . Mushkilo ko harakar jab hume khushiya milti hain to unka mahatva humare jivan main adhik ban jata hain . Isiliye humare jivan man lhusshiyo ka adhik mahatva chahiye ho to unke saath mushkile to chahiyr hi. Par humesha yaad rakhe mushkilo se darna nahi unse ladna hain . Isiliye jivan main fullon ke saath kate bhi jaruru hain .

Similar questions