kamar tod mehangai par nibandh
Answers
Answered by
4
mehangayi ke baare jitna likhenge utna kam hi lahega. jo chiz aaj sasti hai kal wo chij mehangi ho jaati hai. fir kuchh dino k baad or mehangi. ek aam aadmi is badhti hui mehangaai me apne pariwaar ki jarurat to puri kar deta hai par unke shaukh nahi. isi ko mehangayi kahte hai. aaye din mehangayi badhti hi jaati hai. kabhi kabhi to sabjio k daam bhi sone jaise lagte hai. koi sabji 100 rs kilo, koi 200 rs kilo maano logo ke paise lutne ka ek jariya ban gaya ho. ek garib pariwaar to apne pariwar ki do waqt ki Roti ka bhi jugaad nahi kar paata kyuki ek to uski tankhwaa kam hoti hai or dusre or din par din chizo ke badhte daam. ye mehangayi lag bhag samaaj me har varg k logo ki kamar tod deti hai.
Answered by
0
PFA the the answer. Hope it helps you
Attachments:
Similar questions