Hindi, asked by shritiwadi8466, 1 year ago

Karak ke 10 examples in hindi

Answers

Answered by angelverma
4
karak :-
1. karta :- example:-
a.Ram ' ne ' Khana khaya
b. Niharika ' ne ' Kahani likhi
2. ) karm :-
a. Rajesh ne Mohan ' ko ' padhaya .
b. maa ne bache ' ko' sulaya .
3) Karan :-
a. main pen 'se' chithhi likh Raha Hoon .
b. Radha ne chaku 'se' Seb kata .
4) samperdan :-
a. Mohan apni behan 'ke liye ' dawa laya .
b. ye mithai bhagwan'ke liye' hai .
5) apadan :- a. ganga himalye 'se' nikalti hai .
b. ped 'se' patte girte hai .
6) adhikaran :-( me ,per)
a. beg me fal hai .
b. pustak mej pr hai .
7) sambandh :- (ka,ke,ki/ ra,re ,ri )
a. ye Ram ka bhai hai .
b. veh sashi ki behan hai .
8.) sambodhan :- (hai ,aray ,o)
a. aray ! ye Kya hai .
b. o bhai ! yahan hai vo .
I hope it's helpful for you
Similar questions