Hindi, asked by PRAJYOT2123X, 1 year ago

karmavir kavita ka bhavarth

Answers

Answered by dollydoll67
3

Answer:

kavi kahta hai ki jo karna vir hote hai ve vividh badhao ko dekhkar ghabrate nahi,

karna vir jo hote hai ve bhagya ke bharose nhi baithte hai aur phir baad me pachtaye nahi,

jo karamvir hote hai ve kaam ko dekhate jitate nahi hai sur use pure man se karte hai,

karna vir bhid me kabhi chanchal bankar nahi dikhalate,

karna vir sadaiv karma me lage hote hai aur unke bure din bhi acche ho jate hai,

ve hi har jagah sampann hote hai aur har jagah unhi ki baate hoti hai ,

ve apna karya aaj ke aaj hi khatma karte hai aur use kal par nahi talte

kavi kahta hai ki ve jo kuch bhi sochte hain use kar ke dikhate hai

ve bhale hi apne man ki maane ya kare lekin ve sabki sunte hai

karmavir jo hote hai ve swayam apni madad kare hai aur kisi ke bharose nhi rahte ve bhool kar bhi doosro se madad lene ke baare me nhi soch sakte

aisa koi bhi kaam nahi hai jo karna vir nhi kar sakte

ve kabhi apne samay ko vyarth nhi karte karte aur iska sadupyog karte hai

jo karmvir hoe hai ve kaam karne ki jagah batein nahi banate aur apna dhyan kaam par rakhte hai ve aaj kal ke bahane nhi banate aur kaam pura krte hai

karna ke kahi kaam karne se jee nhi churate hai

aise koi bat nhi jo karna vir ke liye n ho

karmavir apne aap hi logo ke liye namoona ban jaate hai apne kaamo ki vajah se

aasman Ko chhote pahado ke shikhar par jahan nhi jaya ja sakta ya aisa jungle jahan 24 ghante andhkar rahta ho ya paani ki unchi lahre jo garjana kar rahi ho ya aag ki darawni aur charo dishaon me phaile hui lapaten hi kyu na ho karmaviron ki hriday ko ye saari chize kabhi bhi dara nahi sakti

ve bhoolkar bhi kahi bhi nakam nahi ho sakte.

I hope it will be helpful to you

Answered by ritika458932
1

Answer:

kavita to batao jabhi to batange

Similar questions