India Languages, asked by shahbazsmd5357, 1 year ago

Kashi mein baba vishvanath aur bismilla kha ek dusre ke purak hain

Answers

Answered by Anonymous
0

Kashi sanskriti ki pathsala h. Yaha k logo ki apni ek alg pehchan h. Yaha hindu muslim ek sath bhai chare se rhte h avam ek dusre k tyohar me sarik hote h. Kashi me visvanath ji avam bismilla khan sahab hai. Bismilla khan ki muslim hote hue bhi baba visvnath par agadh shraddha thi.

In sabhi bato ko dekhte hue kha gya h kiBaba Visvanath aur biamilla khan ek dusre k purak h.

Similar questions