CBSE BOARD X, asked by beenabaghel1983, 11 months ago

'कटाओ' पर किसी दुकान का न होना इस पर्यटन स्थल के लिए वरदान क्यों है? पाठ के आधार पर लिखिए।। कृतिका पाठ 3​

Answers

Answered by Anonymous
17

Explanation:

kataao ko apni swachta or sundarta ke kaaran hindustaan ka swiziland kaha jaata hai . yeh sundarta aaj bhi isliye vidhyamaan hai kyuki yaha koi dukaane nahi hai. yadi yaha bhi dukaane khul jaaye or vyavsaayikaran /vyapaar shuru ho jaaye toh iss sthaan ki bhi sundarta dheere dheere chali jaygi isliye kataao mein dukaano ka na hona vardaan ke samaan hai.

Similar questions