Hindi, asked by pranavlsgreat210120, 10 months ago

कवि करुणामय पर संशय क्यों नहीं करना चाहता? (कविता आत्मत्रान)​

Answers

Answered by Aishwarya047
1

Answer:

Hey there!

Kavi rabindranath thakur apne karunamay ishwar se ye prarthna krte h ki sukh k samay me ve har khshan unhe smaran kre avam apna sampoorna samay unki bhakti me vyateet kre. Saath hi jb unke jeevan me dukh roopi raatri aaye to bhi ve apne ishwar p sanshay nhi krna chahte avam apni shradha ko banaye rkhne k abhilashi hai. Humara ye jeevan ishwar ki hi den h avam is yaatra me jo kuch bhi ghatit hota h uske peeche ek uddeshya nihsandeh chupa rhta hai. Is yaatra me aaye kitne hi vighn avam vipdao pr sanshay krna ishwar k prati apni shradha kam krna avam unki niyukt neeyati p pransh uthane samaan h jo kavi kadapi ne chahte. Isliye ve unpr sanshay nhi krna chahte.

Hope it helped!

Jai Hind!

Similar questions